Thursday, December 3, 2009

Holi SMS













Chhootey na rang aisi rang de chunariya
dhobaniya dhoye chaahey sari umariya
Ho man ko rang dega saanvariya
Tore kaaran ghar se aaye hoon nikalke
sunaadey zara baansuria
Holi aayeere aayeere Holi aayeere


Yu to har baar holi aati he
or sabhi ko rang jati he
wo colour chut bhi jata hai
magar aapke pyar ka rang hamesha laga
rehta hai 
HAPPY HOLI



Rang udaye Pichkari rang se rang jaye duniya sari
holi ke rang aapke jeevan ko rang de
ye shubhkamna hai hamari
HAPPY HOLI


Holi Ke rang main Dil ka lahu ye kis ne mila diyaaaa…
Meri Girl friend ko Holi Ka rang dusro ne laga diya…
Aab dil Main Holi Jaal rahi hain…
HOLI HAIN….


Apne rang mein rang do unko, chehra jinka bhata tumko,
Gulal to 1 bahana hai, unke karib jane ka,
Hum to kab k rang chuke, jabse unke nayan juke,
rang, gulab aur prit ki holi, khushi, mauj aur ikrar ki holi,
aaj saji rangoli hai, rango mein semti


Chadenge jab pyare rang,
ek meri dosti ka rang bhi chadhana.
Lagne lagenge tumhe suhane sare rang,
Aur meri dosti ka rang chamkega hurdum tumhare sang.
Bolo sarararara….
Wish you a very mastiful and colourful Happy Holi!


Rangon se bhi rangeen zindagi hai humari,
rangeeli rahe yeh bandagi hai humari,
kabhi na bigde ye pyar ki rangoli,
aye mere yaar aisi HAPPY HOLI.

Wednesday, December 2, 2009

I love you in 100 languages

 


English – I love you

Afrikaans – Ek het jou lief

Albanian – Te dua

Arabic – Ana behibak (to male)

Arabic – Ana behibek (to female)

Armenian – Yes kez sirumen

Bambara – M’bi fe

Bengali – Ami tomake bhalobashi (Amee toe-ma-kee bhalo-bashee) Belarusian – Ya tabe kahayu Bisaya – Nahigugma ako kanimo Bulgarian -Obicham te Cambodian – Soro lahn nhee ah Cantonese

Chinese – Ngo oiy ney a

Catalan – T’estimo

Cherokee – Tsi ge yu i

Cheyenne – Ne mohotatse Chichewa – Ndimakukonda Corsican – Ti tengu caru (to male) Creol – Mi aime jou

Croatian – Volim te

Czech – Miluji te

Danish – Jeg Elsker

Dig Dutch – Ik hou van jou

Elvish – Amin mela lle (from The Lord of The Rings, by J.R.R. Tolkien)

Esperanto – Mi amas vin

Estonian – Ma armastan sind Ethiopian – Afgreki’

Faroese – Eg elski teg

Farsi – Doset daram

Filipino – Mahal kita

Finnish – Mina rakastan sinua French – Je t’aime, Je t’adore Frisian – Ik hâld fan dy

Gaelic – Ta gra agam ort

Georgian – Mikvarhar

German – Ich liebe dich

Greek – S’agapo

Gujarati – Hoo thunay prem karoo choo

Hiligaynon – Palangga ko ikaw Hawaiian – Aloha Au Ia`oe

Hebrew to male: “ani ohev otcha” (said by male) “Ohevet ot’cha” (said by female)

Hebrew to female: “ani ohev otach” (said by male) “ohevet Otach” (said by female) Hiligaynon – Guina higugma ko ikaw

Hindi – Hum Tumhe Pyar Karte hae Hmong – Kuv hlub koj

Hopi – Nu’ umi unangwa’ta Hungarian – Szeretlek

Icelandic – Eg elska tig

Ilonggo – Palangga ko ikaw Indonesian – Saya cinta padamu Inuit – Negligevapse

Irish – Taim i’ ngra leat

Italian – Ti amo

Japanese – Aishiteru

Kannada – Naanu ninna preetisuttene

Kapampangan – Kaluguran daka Kiswahili – Nakupenda

Konkani – Tu magel moga cho

Korean – Sarang Heyo

Latin – Te amo

Latvian – Es tevi miilu

Lebanese – Bahibak

Lithuanian – Tave myliu Luxembourgeois – Ech hun dech gäer

Macedonian – Te Sakam

Malay – Saya cintakan mu / Aku cinta padamu

Malayalam – Njan Ninne Premikunnu

Maltese – Inhobbok Mandarin Chinese – Wo ai ni

Marathi – Me tula prem karto Mohawk – Kanbhik

Moroccan – Ana moajaba bik Nahuatl – Ni mits neki

Navaho – Ayor anosh’ni

Norwegian – Jeg Elsker Deg Pandacan – Syota na kita!! Pangasinan – Inaru Taka Papiamento – Mi ta stimabo Persian – Doo-set daaram Pig Latin – Iay ovlay ouyay

Polish – Kocham Ciebie Portuguese – Eu te amo

Romanian – Te iubesc

Russian – Ya tebya liubliu

Scot Gaelic – Tha gradh agam ort Serbian – Volim te

Setswana – Ke a go rata

Sindhi – Maa tokhe pyar kendo ahyan Sioux – Techihhila

Slovak – Lu`bim ta

Slovenian – Ljubim te

Spanish – Te quiero / Te amo Swahili – Ninapenda wewe Swedish – Jag alskar dig

Swiss-German – Ich lieb Di Surinam – Mi lobi joe

Tagalog – Mahal kita T

aiwanese – Wa ga ei li

Tahitian – Ua Here Vau Ia Oe

Tamil – Nan unnai kathalikaraen Telugu – Nenu ninnu premistunnanu

Thai – Chan rak khun (to male) Thai – Phom rak khun (to female)

Tulu – Yank ninade preeti Malpuye

Turkish – Seni Seviyorum Ukrainian – Ya tebe kahayu

Urdu – mai aap say pyaar karta hoo

Vietnamese – Anh ye^u em (to female)

Vietnamese – Em ye^u anh (to male)

Welsh – ‘Rwy’n dy garu di

Yiddish – Ikh hob dikh

Yoruba – Mo ni fe

Zimbabwe – Ndinokuda
 

Valentine's Day SMS



 

 Mere kuch jazbaat hai kahin khoye hue se,
Kaise kahun tumse woh jaise hai sharmaye hue se,
Parr din aaaj hai mohabbat ka,ab naa chup rahun,
Ye tera hi pyar hai,jaise harr baag chaman khile hue se !!
Be My Valentine !!!!


Phool bankar muskarana zindagi,
muskarake gum bhulana zindagi,
jeet kar koi khush ho to kya hua,
haar kar khushiya manana bhi zindagi…


Aapki muskan hamari kamzori hai,
Keh na pana hamari majburi hai,
Aap kyon nahin samajhte is khamoshi ko,
Kya khamoshi ko zuban dena zaruri hai?


Ikraar mein shabdon ki ehmiyat nahi hoti,
Dil ke jazbaat ki awaaz nahi hoti,
Aankhen bayaan kar deti hain dil ki daastan,
Mohabbat lafzon ki mohtaaz nahi hoti!


Yaadon ki parchayee mein ab to aaye tera hi cehra
Tu abhi tak iss baat se hai anjaan main hoon deewana tera
Izhaar-e-mohabaat karne to bahot baar socha maine
Par har baar tere hi aks ne roka hai rastaa mera.


Sabhi nagme saaz mein gaye nahi jaate,
sabhi log mehfil mein bulaaye nahi jaate,
kuch paas reh kar bhi yaad nahi aate,
kuch dur reh kar bhi bhoolaye nahi jaate…


Har pal ne kaha ek pal se…
Pal bhar ke liye aap mere samne aa jao…
pal bhar ka saath kuch aisa ho…
ki har pal tum hi yaad aao…


Na chaho kisi ko itna ki chahat aapki majburi ban jaye,
chaho kisi ko itna aapka pyaar uske liye jaruri ban jaye!!


Pani main pathar mat pheko
Koi pani pita hai
Pani main pathar mat pheko
Koi pani pita hai
Apne chehre par muskuhart sajaye rakha karo
Koi isi muskan ke liye jita hai


Jab tanhai me aapki yaad aati hai,
Hontho pe ek hi fariyad aati hai…
Khuda aapko har khushi de,
Kyonki aaj bhi hamari har khushi aapke baad aati hai..


Talaash Karo koi tumhe mil jayega,
Magar hamari tarha tumhe kaun chahega,
Zarur koi chahat ki nazar se tumhe dekhega,
Magar ankhein hamari kahan se layega..!!


Jub Khamosh Aankho Se Baat Hoti Hai
Aise Hi Mohabbat Ki Suruwat Hoti Hai
Tumhare Hi Khayalo Mein Khoye Rehte Hain
Pata Nahi Kab Din Kab Raat Hoti Hai


Khud Ko Khud Ki Khabar Na Lage,
Koi Achha B Is Kadar Na Lage,
Aap Ko Dekha Hai Bas Us Nazar Se,
Jis Nazar Se Aap Ko Nazar Na Lage…


Kashish honi chahiye kisi ko yaad karne ki,
lamhe to apne aap mil jayenge,
waqt hona chahiye kisi ko milne ka,
bahane to apne aap hee mil jayenge.


Zarurat hi nai alfaaz ki,
pyaar to cheez hai bas ehsaas ki,
paas hote to manzar hi kya hota,
dur se hi khabar hai hume aapki har saans ki…


Badalna aata nahi humko mousmo ki tarah
Har ek roop main tera intezaar karte hain
Na tum samet sakogi jise qayamat tak
Kasam tumhari tumhe itna pyar karte hain.


Apke aane se zindagi kitni khubsoorat hai,
Dil me basayi hai jo woh apki hi surat hai,
Dur jaana nahi humse kabhi bhulker bhi,
Hume har kadam per aapki zarurat hai.


Humse door jayoge kaise,
Dil se hume bhulayoge kaise,
Hum to vo khusboo hain jo aapki
saanso mein baste hain,
Khud ki saanso ko rok payoge kaise.



Tuesday, December 1, 2009

Shayari from Fanaa Movie…




Dur Humse Jaa Paoge Kaise,
Humko Bhool Paoge Kaise.
Hum Who Khushbu Jo Saanson Mein Utar Jaye,
Khud Apni Saanxon Ko Rok Paoge Kaise..
…………………………………………………………..

Tere Dile mein meri saanson ko panah mil jaaye
Tere Ishq mein meri Jaan Fanaa Ho jaaye.
…………………………………………………………..

Aag suraj main hoti hai ,
Jalna dharti ko padta hai
 mohabbat aankhen karti hain ,
tadapna dil ko padta hai
…………………………………………………………..

Ankhen to pyar me dilki zuban hoti hai,
sachi chahat to sada bezuban hoti hai,
pyar mai dard bhi mile to kya gabrana,
suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai….
…………………………………………………………..

Phool hun Gulaab ka
Chameli ka mat samjhna
Aashiq hun aapka
Apni Saheli ka mat samjhna
…………………………………………………………..

Bekhudi Ki Zindagi Hum Jiya Nahi Karte,
Yun kisika ka Jaam Hum Piya Nahi Karte.
Unse Kehdo Mohabbat Ka Izhaar Aakar Khud Karein,
Yun Kisika Peecha Hum Nahin Karte
…………………………………………………………..

RONE DE TU AAJ HAMAKO TU AANKHE SUJANE DE
BAHO ME LELE AUR KHUD KO BHEEG JANE DE
HAI JO SEENE ME QUAID DARIYA WO CHUT JAYEGA
HAI ITANA DARD KI TERA DAMAN BHEEG JAYEGA..
…………………………………………………………..

tere dil mein meri saanson ko jagah mil jaaye
tere ishq mein meri jaan fanaa ho jaaye
adhoori saans thi dhadkan adhoori thi adhooren ham
magar ab chaand poora hain falak pe aur ab pooren hain ham
…………………………………………………………..

E Khuda Aaj Ye Faisla Karde,
Use Mera ya Mujhe Uska Karde.
Bahut Dukh Sahe He Maine,
Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde.
Bahot Muskil Lagta Hai Usse Duur Rehna,
Judai Ke Safar Ko Kum Karde.
Jitna Duur Chale Gaye Woh Mujhse,
Use Utna Kareeb Karde.
Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam,
To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe FANAA Karde.

Memorable Dialogues Of Bollywood Movies


Kitne admi the.? – Sholay (1975)


 
Yeh bacchhon ke khelne ki cheez nahi, haath kat jaaye toh khoon nikal aata hai’ – Waqt (1965)

  
Babumoshai…! – Anand (1970) 

  
Aap ke paon dekhe, bahut haseen hai. Inhe zameen par mat utariyega — maile ho jayenge – Pakeezah (1972)

  
Mujhse dosti karoge? Bobby (1973)

 
Mere pas ma hai – Deewar (1975)



 
Mogambo khush hua – Mr. India (1987)

  
Dosti mein no sorry, no thank you – Maine Pyar Kiya (1988)

  
Mein chota sa, pyara sa, nanha sa, baccha hoon – Chaalbaaz (1989)

  
Bade bade deshon mein, aisi choti choti baatein hoti rahti hain – Dilwale Dulhaniya Le Jayenge (1995)


Real names in Bollywood




Aamir Khan – Aamir Hussain Khan
Ajay Devgan – Vishal Devgan
Ajit – Hamid Ali Khan
Akshay Kumar – Rajiv Bhatia
Amitabh Bachchan – Amit Srivastav
Ashok Kumar – Kumud Ganguly
Bobby Deol – Vijay Singh Deol
Dev Anand – Devdutt Pishorimal Anand
Dharmendra – Dharam Singh Deol
Dilip Kumar – Yusuf Khan
Govinda – Govinda Arun Ahuja
Jeetendra – Ravi Kapoor
John Abraham – Farhan Abraham
Johnny Lever – Badruddin Qazi
Kamal Haasan- Alwarpettai Aandavar
Kumar Gaurav – Manoj Tulli
Lucky Ali – Maqsood Mehmood Ali
Madhubala – Mumtaz Jehan Begum Dehlavi
Mahima Chaudhry – Ritu Chaudhry
Mallika Sherawat – Reema Lamba
Manoj Kumar – Hare Krishna Goswami
Nana Patekar – Vishwanath Patekar
Raj Kumar – Kulbushan Pandit
Rajesh Khanna – Jatin Khanna
Rajnikant – Sivaji Rao Gaekwad
Rekha – Bhanurekha Ganesan
Salman Khan- Abdul Rashid Salim Salman Khan
Sanjeev Kumar – Haribhai Jarivala
Shammi Kapoor – Shamsher Raj Kapoor
Shashi Kapoor – Balbirraj Kapoor
Sunil Dutt – Balraj Dutt
Sunny Deol – Ajay Singh Deol

Dard SMS Shayaris


















“PATHAR KI YEH DUNIYA 
JAZBAT NAHI SAMAJHTI
DIL ME HAI JO WOH BAT 
NAHI SAMAJHTI
TANHA TOH CHAND BHI HAI
SITARON KE BEECH
MAGAR CHAND KA DARD 
BEWAFA RAAT NAHI SAMAJHTI ”

Geele kagaz ki tarah hai zindagi humari
koi likhta bhi nahi koi jalata bhi nahi
is kadar akele ho gaye hai hum aajkal
koi satata bhi nahi koi manata bhi nahi.

Zikr jab bhi aap Apno ka kiya karen…
Naam hamara bhi unme liya karen..
Tareef nahi to burayi hi sahi
par apne Alfazon mein jagah
hamein bhi diya karen

KAGAZ PE HUMNE ZINDAGI LIKH DI,
AANSUON SE SEENCH KAR HAR KHUSHI LIKH DI,
DARD KO JAB HUMNE UBHARA LAFZO PE,
LOGO NE KAHA WAH KYA GAZAL LIKH DI.

Aaj bahut yaad aa rahe ho tum..
Aankhen band hain phir bhi nazar aa rahe ho tum..
Na jaane kyun aisa lagta hai k saamne khade hokar…
Mujhe ab tak rula rahe ho tum.

Woh mil jaate hain humein ek kahani bankar..
Dil mein bas jaate hain ek nishaani bankar..
Jinhen hum rakhte hain apni aankhon mein…
Kyun nikal jaate hain in aankhon se woh pani bankar
 
Pal beet jaega waqt gujar jayega
bus yaadon bhara ye safar reh jayega
na woh log honge na unkibaatein
yaad kerne ko buswoh lamha reh jayega


Koi hasae to has lete hai
dil me dard ho to ro lete hai
nind waise bhi kam aati hai
par sapno me tum aaoge
yeh soch ke so lete hai
 
Raat hogi to chand dikhai dega
khwabon me tumhe woh chehrea dikhai dega
mohabbat kabhi zara soch ke kerna
ek aansu bhi girega toh woh bhi sunai dega
 
Dhoka diya tha jab tumne muijhe
dil se me naraz thi
phir socha ki dil se tumhe nikal du
magar woh dil bhi tumhare pass tha
 
Dil ka zakhm zuban pe laya nahin kerte
hum apniaankhon se aanso bahaya nahin kerte
zakhm kitne gehre kyon na ho
hum apne hoton se muskurahat hataya nahin kerte 

Nazar to mila sake,
Per zaban ko hila na sake,
Laakh chaha humne,
Phir bhi tum ko bhula na sake….

Is dil say teri yaad bhulai nahin jati
Yeh pyar ki daulat hai lutai nahin jati
Is dil say kesay tumhain bhulaoun main
Har roz toh yeh duniya basai nahin jati


Waqt guzarta raha par sanse thami si thi,
Muskura rahe the hum, par ankho mein namisi thi,
Sath hamare ye jahan tha sara,
Par na jane kyun kisi ki kami si thi….

AAYE THEY TUM HAMARE DIL MEIN BASNE KE LIYE
HAMEIN HI UJAAD KAR CHAL DIYE
JAB DIL NE HUMSE KIYE SAWAAL
TOH HUM KHUD PAR MUSKURAAKAR CHAL DIYE.

Kabhi khushi se khushi ki taraf nahi drkha
wo mera hai par usne meri taraf nahi dekha
Zindagi se mila to hoon magar kuch is tarah
Mane uski usne meri taraf nahi dekha
Usko dekha tha ik baar badi sanjeedgi se
Us se behtar koi doosra nahi dekha
Wo mera ishq hai yaa ibaadat hai meri
Us se jyaada to khuda ki taraf nahi dekha…